Posted by : Raj Kumar रविवार, 4 अक्तूबर 2015

Samundro ke bich bane pathhro ke bane ye vishal dache, kehte hain yha ye sare patthar ek se dusre tapu se uda ke laye gaye the. Khaoufnakh jiv, suna hain yaha aise danv the jo manvo ko mar kar unki sampatti pe kabja jama lete the. Khule samundar me hone wali ek se badhkr ek ghatnaye. Ek samuche tapu ka gayb hona. Kya un lupt sabhyatao or aam insano se dur janatto ki khaniya sirf manviya kalpnao se uchi hain? Ya phir duniya bahr ke kuch dur daraz ki jagho pe wakaiye par garhaiyo ka thikana hain?

Eyras men par sadiyo se aasman pe kuch dekha ja raha hain, Unke bare me un logo ka kehna hain ki wo aag ke dehakte hue samander ke bich me nazar aate hain, aisei jagho pe jaha kuch ho hi nahi shkta. Lekin waha gatividhiya nazar aayi hain.

Duniya bar me log mante hain ki atit me bhi pargarhi aate the, agr unki bat sach ho to, kahi aisa to nahi ki un parachin pargrahi ne hi hmare ithihas ko gadha hain. Agar ha to kya hame duniya ke un anjan sudur tapuo par unke sabut mil sakte hain.


March 1963, Aotovoko ke samandar ke kinare se karib 100 km dur, Amerci samudri bere ko waha ek anjan sonar ke sanket mile jaha wo uske pas hi ghum raha tha. 4 dino se wo unki talas karte rahe phir pata chala wo 270  km / h ke raftar se chal raha hian.


Duniya ke kisi bhi naw sena ke pas aisi koi chiz nahi thi jo us jagah pe utni gati se chal sake. Na us samay thi na aaj b hain, Or bata chala ki wo 8000 m ke gahrai me chali gayi. Pani ke andar dabab itna jyada hota hain ki is gati se jane wali kisi b chij ko chakna chur kr degi. Us samaya nawsena ke bas aisi technology thi ki 80 km / h ki raftar se 1000 m ki gehrai me ja skti thi. Pichle 100 salo me ya kuch salo me aisi gahtnaye bahuto bar hui pr wo kya thi aaj b nahi jan paye.

90 ke dasak ke bad, suruat se hi Autoriko me bar bar uran tastariya dekhne ki bat hooti rahi, Waha rehne wale bahut se chasmdito ka kehna hain autoriko me samandar ke bich pargarhiyo ka bahut bada thikana hain.


Kaya aisa ho sakta hain ki prgrahiyo ne prithwi par b apna thikana bana liya hain, smanadr me sudur tapuo ke bich, kya yahi wo thikana hain, ki duniya bhar ke itne tapuo par asman me hi nahi samandr ke bich aisi chije dekhne ki bat kahi jati hain jise baya nahi kiya ja skta

Tags : Forbidden Islands Part 1 in Hindi, Forbidden Islands in Hindi, Forbidden Islands Hindi

Leave a Reply

Subscribe to Posts | Subscribe to Comments

Popular Post

Blogger द्वारा संचालित.

- Copyright © Aliens on Earth -