Posted by : Raj Kumar गुरुवार, 29 अक्तूबर 2015


kai bar urant stariyon ko malbe ke upar bhi urte dekha h. itna hi nhi wo is ilaka ke paharo aur jwala mukhin se nikalti h aur phir wahi gayab ho jati h is lihaj se pura ilaka bra hi anokha h bahut se logo ne ye bhi kaha h ki samundra me se kisi chij ko bahar aate dekha h ek tej roshni hoti h wo aasman me jati h kuchh der tak mandrati h aur phir gayab ho jati h us raushni ko logo ne ya to samundra ke kinare se dekha h ya phir samundra me gye machhuare ne. bahut se logo ne to ye bhi kaha h ki  wo chije itni karib aa jati h ki unke gujarne par machhuare unki garmi bhi mehsus karte h   yaha rahne wale bahut se logo ne ye bhi kaha ki ha ye chije to yha par kai saal se hoti aa rhi h yha agua ki jane ki kai ghatnaye hui h kai log un urant stariyon ke sampark me aane ke bad gayab ho gya wo dubara mile bhi nahi to kya godo ke laye huye kahaniyo aur yha kai saal se najar aaye jane wale un urant stariyo ke bich wakai koi rista h kya ye is bat ka saboot bhi h ki godo ke lal asal me pargrahiyo ka samundra ke niche khubiya thikana h kuchh prachin antriksh wale mante h ki in sawalo ke jawab un dusre jivo ki kahaniyo ki jach partal karne se mil sakte h jo is tapoo par rahte h jaise ki adaru adaru bari khaufnakh jiv thi aadhi machhli aadhi insan kahte h ki wo suraj ki kirno ke sath indr dhanush se nikle the aur wo bari khatarnakh ho sakte the wo kisi ki aor jahrili machhliyo ki bauchhar kar sakte the matlab ye h ki kuchh aisi jeev h jo behad khatarnakh thi aur wo machhliyo ki hissa ban chuki thi aur kisi dur ki duniya se aaye huye jeev soloman dewip samuh par jinda h chhua chhua ki kahani to godo ki lal ko bahut se log sunate h par wo asal me insaan h lekin jarurat parne par wo apna roop badal bhi letee h ye wo urja h jo apna roop badal sakti h ye sirf  dil bahlane ya bachho ko darane ko sunai jane wali kahaniya hi nhi h unka dar gajab ka hota h ye soch kar hi bari hairani hoti h ki dwip samuh ke ye mashur danav aur ye dusre jeev asal me kya dusri duniya se aaye huye jeev the jo apne khufiya thikane ki rakhwali kar rhe the kya ye ho sakta h ki hum goyadal knal ki danwo samundri raksho aur dusre anokhe jeev ki kahaniya sun rahe h wo sayad khauf nakh isliye the ki wo asal me dusre grah se aaye jeev the aur yha prithwi par apne khufiya ki kano tak kisi ko pahuchne se rokne tak rokna chahte the soloman dwip samuh jis jagah par h use hum aag ka gola kahte h whw kai jwala mukhi fate rahte h wha prithwi ki pattiya aur dusre  kai gological chije apna kam karte rhate h in bato ko dhyan me rakhte huye hum ye bhi keh sakte h ki wo chij chahe wo jo bhi ho agar urja ke aise srot ki jarurat thi to wo kisi aisi hi jagah par jate aur prithwi ye hwaye se dakshin paschim ki karib char hajar kilo meter dur prasant mahasagar me bilkul alag dalag base is marti reason tapoo me ki aabadi sirf 34000 h jyada tar log ya to kisan h ya phir machhuare magar is tapoo ka ek ilaka bilkul virant h wo h bhule bisre sahar nag badol ka ilaka is tapoo par rahne wale aadiwasi mante h ki ye jagah srapit h aur pura tantru sastro ke liye bhi ye jagah duniya ki ek bari rahasmayi jagah h purwi tat ke karib mumbai ke chattan me bna ye ilaka 200 ekar se jyada me faila h aur nal badol me insaan ke bnaye chhote chhote
bayan me tapoo h jo ek dusre se surango ke jariye jure h itihas ka is prachin shar me prsant maha sagar ka vinish kahte h ye sahar 500 se 1628 iswi tak yha raj karne wale sagar worlds ke rajao ki rajdhani tha isi sahar me us waqt ke raja ka sara pariwar rahta tha unke wanses yha par unke mahal the unke khane ki kamre bhi the aur yha par unke kapre bhi the yha bahut si aisi alag alag jagahen thi jo in chhote chhote dakuon par bni thi jyadatar puratn sastri is bat se sahamat the ki dakuon ke banane ka kam terahwi sadi me susru hua tha har daku basol pathhr ke chattan se bna h wo kala pathhar jo jwalamukhi se nikalne wale basaudh se lawa ke khambho ke aakar me chhadhne par banta h tul pe to jagah jagah pe bsaudh ki bni khambhe dikhai deti h hum ye bhi jante h ki aise hi kai khambho se bsaudh ki khudai ki jati thi khudai ke bad unhe nanmadu bhej diya jata tha wha unki madad se ye chhote chhote tapoo bnaye jate magar swal ye utthta h ki aaj se 800 saaal pahle yha rahne wale logo ne basudhh ki un vishal chattan se chhote chhote bnaye tapoo kaise bna diye sodhkartao ke mutabik tapoo ko bnane me istemal kiye gye har chattan ka vajan 50 tan ke bich tha we ek dusre par rakh kar yha karib 8 meter uchi  aur 5 meter moti deeware bnai gai puratatw sastri mante h ki iske liye tapoo par rahne wale sabhi 25000 logo ne kam kiya tha 

Leave a Reply

Subscribe to Posts | Subscribe to Comments

Popular Post

Blogger द्वारा संचालित.

- Copyright © Aliens on Earth -