Forbidden Islands लेबलों वाले संदेश दिखाए जा रहे हैं. सभी संदेश दिखाएं

टापू और एलियन 5


kai bar urant stariyon ko malbe ke upar bhi urte dekha h. itna hi nhi wo is ilaka ke paharo aur jwala mukhin se nikalti h aur phir wahi gayab ho jati h is lihaj se pura ilaka bra hi anokha h bahut se logo ne ye bhi kaha h ki samundra me se kisi chij ko bahar aate dekha h ek tej roshni hoti h wo aasman me jati h kuchh der tak mandrati h aur phir gayab ho jati h us raushni ko logo ne ya to samundra ke kinare se dekha h ya phir samundra me gye machhuare ne. bahut se logo ne to ye bhi kaha h ki  wo chije itni karib aa jati h ki unke gujarne par machhuare unki garmi bhi mehsus karte h   yaha rahne wale bahut se logo ne ye bhi kaha ki ha ye chije to yha par kai saal se hoti aa rhi h yha agua ki jane ki kai ghatnaye hui h kai log un urant stariyon ke sampark me aane ke bad gayab ho gya wo dubara mile bhi nahi to kya godo ke laye huye kahaniyo aur yha kai saal se najar aaye jane wale un urant stariyo ke bich wakai koi rista h kya ye is bat ka saboot bhi h ki godo ke lal asal me pargrahiyo ka samundra ke niche khubiya thikana h kuchh prachin antriksh wale mante h ki in sawalo ke jawab un dusre jivo ki kahaniyo ki jach partal karne se mil sakte h jo is tapoo par rahte h jaise ki adaru adaru bari khaufnakh jiv thi aadhi machhli aadhi insan kahte h ki wo suraj ki kirno ke sath indr dhanush se nikle the aur wo bari khatarnakh ho sakte the wo kisi ki aor jahrili machhliyo ki bauchhar kar sakte the matlab ye h ki kuchh aisi jeev h jo behad khatarnakh thi aur wo machhliyo ki hissa ban chuki thi aur kisi dur ki duniya se aaye huye jeev soloman dewip samuh par jinda h chhua chhua ki kahani to godo ki lal ko bahut se log sunate h par wo asal me insaan h lekin jarurat parne par wo apna roop badal bhi letee h ye wo urja h jo apna roop badal sakti h ye sirf  dil bahlane ya bachho ko darane ko sunai jane wali kahaniya hi nhi h unka dar gajab ka hota h ye soch kar hi bari hairani hoti h ki dwip samuh ke ye mashur danav aur ye dusre jeev asal me kya dusri duniya se aaye huye jeev the jo apne khufiya thikane ki rakhwali kar rhe the kya ye ho sakta h ki hum goyadal knal ki danwo samundri raksho aur dusre anokhe jeev ki kahaniya sun rahe h wo sayad khauf nakh isliye the ki wo asal me dusre grah se aaye jeev the aur yha prithwi par apne khufiya ki kano tak kisi ko pahuchne se rokne tak rokna chahte the soloman dwip samuh jis jagah par h use hum aag ka gola kahte h whw kai jwala mukhi fate rahte h wha prithwi ki pattiya aur dusre  kai gological chije apna kam karte rhate h in bato ko dhyan me rakhte huye hum ye bhi keh sakte h ki wo chij chahe wo jo bhi ho agar urja ke aise srot ki jarurat thi to wo kisi aisi hi jagah par jate aur prithwi ye hwaye se dakshin paschim ki karib char hajar kilo meter dur prasant mahasagar me bilkul alag dalag base is marti reason tapoo me ki aabadi sirf 34000 h jyada tar log ya to kisan h ya phir machhuare magar is tapoo ka ek ilaka bilkul virant h wo h bhule bisre sahar nag badol ka ilaka is tapoo par rahne wale aadiwasi mante h ki ye jagah srapit h aur pura tantru sastro ke liye bhi ye jagah duniya ki ek bari rahasmayi jagah h purwi tat ke karib mumbai ke chattan me bna ye ilaka 200 ekar se jyada me faila h aur nal badol me insaan ke bnaye chhote chhote
bayan me tapoo h jo ek dusre se surango ke jariye jure h itihas ka is prachin shar me prsant maha sagar ka vinish kahte h ye sahar 500 se 1628 iswi tak yha raj karne wale sagar worlds ke rajao ki rajdhani tha isi sahar me us waqt ke raja ka sara pariwar rahta tha unke wanses yha par unke mahal the unke khane ki kamre bhi the aur yha par unke kapre bhi the yha bahut si aisi alag alag jagahen thi jo in chhote chhote dakuon par bni thi jyadatar puratn sastri is bat se sahamat the ki dakuon ke banane ka kam terahwi sadi me susru hua tha har daku basol pathhr ke chattan se bna h wo kala pathhar jo jwalamukhi se nikalne wale basaudh se lawa ke khambho ke aakar me chhadhne par banta h tul pe to jagah jagah pe bsaudh ki bni khambhe dikhai deti h hum ye bhi jante h ki aise hi kai khambho se bsaudh ki khudai ki jati thi khudai ke bad unhe nanmadu bhej diya jata tha wha unki madad se ye chhote chhote tapoo bnaye jate magar swal ye utthta h ki aaj se 800 saaal pahle yha rahne wale logo ne basudhh ki un vishal chattan se chhote chhote bnaye tapoo kaise bna diye sodhkartao ke mutabik tapoo ko bnane me istemal kiye gye har chattan ka vajan 50 tan ke bich tha we ek dusre par rakh kar yha karib 8 meter uchi  aur 5 meter moti deeware bnai gai puratatw sastri mante h ki iske liye tapoo par rahne wale sabhi 25000 logo ne kam kiya tha 
गुरुवार, 29 अक्टूबर 2015
Posted by Raj Kumar

टापू और एलियन 4

Soloman dweep samuh se karin 1200 km dur 1000 tapu ka ek dweep samuh jo karib 28000 km2 me faila hua hain. spain ke khoj krtao ne san 1568 iswi me ise pehli bar dhundha tha. bahut se log ise dwtiya wiswa ydh se jorte hain quki is sabse lambe tapu pe japan our amerika ke bich ghmaasan lrai hua tha, jiska nam thh quadal knar. Wo lrai karib 6 mahine tak chli thi jisme 41 youdhpot dubo diye gaye our jisme 30000 log jang me ya bimari se mare gaye. Amerika our japan ne yaha us youdh ke bahut se awses chode the jaise ki samundar me dube jhaj, jamin pe topo ke tute phute tukre
or gole ke awses. Luch log helth ken nam ke jgha pe waha padhne jaya krte the waha jagaha jgh jinda gole rakhe hue the. Magar Quadl knal kuch or chijo ke liye bhi jana jata hain. Yaha ke log danwo ko dekhne ki anginat khaniya sunate hain. Qodal knal ke bahut se bat me danwao ki bat kahi gayi hain.
Insan our danwo ke risto ki batain.


Undanwo ko alg alg rupo me baya kiya gya hain. Kabhi to unhe bda hi rahm dil danaw kha gya hain, logo ki madad krne wale. Magar kai khaniyo me kha gya hain wo insano ki jaan lekr unki samppati pe kabja jama lete the. Keh skte hain kodan knal ki khaniyo me in danwo ka aham kiredar hain.

Kwhte hain aisi khaniya hain jine ye kha gya hain ki wo danaw aaj bhi is jha pe rehte hain. Kuch kehte hain wo balo se bhare drawne jib hote hain, kunkhar rakchhs jaise, to kuch me unhe insan jaisa btaya gya hain, kuch to ye kehte hain ki wo insano ke sath rhte the or unke sath sawas bhi krte the. Kai mithak to ye bhi kehte hain hi wo danaw surango ke raste pure tapu par gumte rhte the our kabhi din ki rosnni tak nahi dekhte the. Log to yahi kehte hain ki wo danaw sachmuch maujud hain or wo pehle bhi the our unme itna jayda vikahs hua ki wo pharo ke upar bhi chale gaye. Lekin unka wajud hain. Wo bachho ki drane bahr ki khaniya nahi hain.

San 1998 ke report ke mutabik, yaha sone ki khadan me khudayi kar rahe logo ke sath jo hua usse ye sabit hota hain ki waha qodar knal me sachmuch ka danaw majud hain. Kudhai krne wala ek buldozar achanak kharab ho gaya tha, khudai krmiyo ke mutabik unhone inka das tan ka ek bled nikala taki rat me uski marramat ho sake, lekin rat me unhone jo dekha usse wo dang rah gaye.


Bled apne aap hi kafi dur chala gaya tha our mitti pe unhe danwo ke panjo ke nisan bhi mile.
Jise dekh kr wo man gaye ke soloman dweep samuh ke danw waha aaye the our unhone hi us bled ko uha pahuchaya. Kya godaw knal waki danwo ka ek gahr hain. Agr wo hain to wo kaise hain.
Kaha se aaye hain? "Solomon Islands Mysteries" ke lekhak Marius Boirayon ek helicopter engineer  the our wo kai sal tak solomon dweep samuh par rahe. Unhone yaha rehne wale logo se bat ki or chokane wale bat kahi. Australiya ke rehne wale Boirayon ne kha ki unhe danwo se jure jin ghatnao ke bare me yaha ka log btaya tha wo sal me Uran tastariyo se juri hui ghta se jura hua tha.

Un kariyo ko jor kr wo is natize pe pahuche the ki central godal knal ke  paharo pe Uran tastario ka ek gupt thikana hain our danaw bhi unse jure hue hain is ilake me pani ke niche bhi uaran tastariyo ka ek gupt thikana hain. Is dweep samuh pe kai sallo se log uran tastari dekhne ki bat kar rahe hain. Our chaukane wali bat ye hain ki ye uran tastariya samundar ke usi jagah se bahar aati hain jaha dutiya wiswa youdh ke samay youdh pot dube the aour wo phir paharo ke bich me durdraj ke jilo ke bich gayab ho jati hain.


Log sirf aasman me hi rausni dekhne ki bat nahi karte balki wo rausni samundra me bhi dikhai deti hain, phir wahi rausni unke sir ke upar se gujar jati hain. Aour to aur wo kai bar samundar me waise hi ja girti hain jaise samundar me koi viman hi gira ho.


Tags : Aliens and Forbidden Islands Hindi part 4, Forbidden Islands Part 1 in Hindi, Forbidden Islands in Hindi, Forbidden Islands 
रविवार, 18 अक्टूबर 2015
Posted by Raj Kumar

टापू और एलियन 3

Maine to ye afwahe bhi suni h ki alusufiya dweep samuh par jamin ke niche pargarahiyo ya uran tastariyo ka ek gupt thikana hain. Sawal hain ki kaya waki waha aisa kuch hain, or jabab hain ha. Waha bahut si aisi chije hain jaise uchi pahariya or jwalamukhi hain jo puri trah se khokhle hain or un jaghao pe to uarn tastariya asani sa aa ya ja skte hain or us ilake ki jach or prtal kar skti hain.
To kaya is ilake me itni uran tastariyo ke nazar aane or alute logo ki janm ki khani ke bich sachmuch koi rista hain?
Prachin antraikch wichark kehte hain ha or sabut ke taur par un tapuo ki misal dete hain jaha in tapuo ki tarh bhi uran tastariya nazar aati hain.




Alusiya dweep samuh ke purw me karib 8000km dur iris see me maujud hain ISLE OF MAN. Kehte hain isle of man ko kelts ki ek rahsyamai nasl thuatha dadnan ne bsaya tha, jinke pas jadui saktiya thi. Usi unnat jadutona wali gyan ki wajah se unhe swarg se nikala gaya to wo pritwi pe kuhase ki pich ek irland pe utre. Kehte hain jab unka wqt pura hua to we achanak gayb ho gaye. Piche chod gaye apne BHUT. Ha unhe bhut hi kahenge qki aaj bhi wo irland ki kthawo me chote insan ke rup me jiwit hain. Yaha rehne wale log ye mante hain ki ye nanhe insan aam insan ko jadu tona se apne bas me rkhte hain. Us jadu ke bas me jisme samaya or antral ki samajh hi nahi rah jati hain.


In nanhe insano ka sabse bara kam tha aam insano ko aguwa krna. In kahganio ka asli maksad sirf ye batana hain ki insan kisi or duniya se waps aate hain. or wapas lautne pe unhe ye pta chalta hain ki yaha kai sau sal bit chuke hain. Jab kahi dusri duniya ka yan prapt hota hain ya khai pargrhiyo ka hamla hota hain to logo ne kuch aisa hi bibran diya hain, ki ek yan se chote chote jib waps aate hain or insano ko apahij bana dete hain, jisse samaya ki samj nahi rah jati. In sab ko dekhte hue mujhe to yahi lagta hain ki wo nanhe insan asal me prgrahi jib hi the. Wahi anokhe jib jinki hum bat krte hain. or wo aaj bhi wahi jadu krte hain jo ligo kok aguwa krne pe kiya krte the.


TO kaya iska matlab ye hain ki nanhe logo or dadnan ki prachin kahaniya hame ye batati hain ki kabhi is darti pe dusre graho ke jib jarur aaye the, agar ha to kya unki wajah se aaj bhi hum isle of man me uran tastariya dekh rahe hain?
Yaha rehne wale log to yahi kehte hain ki we sadiyo de uran tastariya dekhte rahe hain. Or parachin antrichh vivharak bhi yahi kehtre hain ki aaj se 2500 sal pehle ek sabse anokhi uran tastari nazar aayi thi, jo aag ka ek pahiya thi or aasman se dhrti se utri thi. Irlan ke log kehte hain achanak ek bada tufan aaya or kuch machuare pani me bah gaye. Achanak aasman se wo tin tillyo wala wo yan aaya to wo bri trah dar gaye. Aaj bhi log aise uran tastariyo ko aag ka phiya kehte hain. Or wo pahiya bhi aisa btaya jata hain jaisa baibil ke Ezekiel ke pahiye jaisa hain.
Baibil me pehle adhyya me btaya gaya hain Mohamad paigambar ne asman me aaisi pahiya dekhi jiske andar char or phiye the or prachin antrich vicharko ke mutabhik wo koi faristo ka nahi balhi pargrhiyo ka antrich yan tha.




Tags : Forbidden Islands Part 1 in Hindi, Forbidden Islands in Hindi, Forbidden Islands Hindi
शनिवार, 10 अक्टूबर 2015
Posted by Raj Kumar

Popular Post

Blogger द्वारा संचालित.

- Copyright © Aliens on Earth -